Showing posts with label Bhajans. Show all posts
Showing posts with label Bhajans. Show all posts

Wednesday, 7 September 2011

Mera sajan mera sakha bhi Krishn,meri behen mera bhrata bhi Krishn



Mera sajan mera sakha bhi Krishn,meri behen mera bhrata bhi Krishn
Sadhan bhi aur sadhna bhi Krishn,meri maa mere pita bhi Krishn


moorkhta hai duniya me sukh dhoodhna
moodhta hai dunia me sukh maanna
zindagi mili hai prabhu ko pane ke liye
saanson ki door me bhagwaan basane ke liye


Brindawan ke har gali kooche me subah shaam hamesha bulata hai Krishn
Mera sajan mera sakha bhi Krishn,meri behen mera bhrata bhi Krishn


Meera ka jeewan hua dhanya dhanya
Soor ne bola wohi hai kan kan
Bhakti ka ras paan kara de Prabhu
Wishay waasna me aadmi hua nirdhan


Apni manmohak adaon se jeevan me chinmayta ka bhaan karata hai Krishn
Mera sajan mera sakha bhi Krishn,meri behen mera bhrata bhi Krishna

Monday, 22 August 2011

Krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam






krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam
aise shree bhagwan ko barambar pranam hai

yashoda jinki maiya hai, nand ju babaiya hai
aise shree gopal ko barambar pranam hai

krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam
 
lut-lut dahi makhan khave, gawalo sang dhenu charave
aise leela dhaam ko barambar pranam hai
krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam

drpadr suta ki laaj bchayo, graaha se gaj ko phand chuDaayo
aise krishn dhaam ko barambar pranam hai
krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam

krishn jinka naam hai gokul jinka dhaam
aise shree bhagwan ko barambar pranam hai



कृष्ण जिनका नाम है गोकुल जिनका धाम
ऐसे श्री भगवन को बारम्बार प्रणाम है

यशोदा जिनकी मैया है, नन्द जू बबैया है
ऐसे श्री गोपाल को बारम्बार प्रणाम है

कृष्ण जिनका नाम है गोकुल जिनका धाम

लुट-लुट दही माखन खावे, गवालो संग धेनू चरावे
ऐसे लीला धाम को बारम्बार प्रणाम है
कृष्ण जिनका नाम है गोकुल जिनका धाम

द्र्पद्र सुता की लाज बचायो, ग्राह से गज को फंद चुडायो
ऐसे कृष्ण धाम को बारम्बार प्रणाम है

कृष्ण जिनका नाम है गोकुल जिनका धाम
ऐसे श्री भगवन को बारम्बार प्रणाम है








Anand umang bhayo jai ho nandlal ki







Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
jai ho nand lal ki, jai yashoda lal ki
gokul mai anand bhayo jai kanhiya lal ki
Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
Anand umang bhayo jai ho nandlal ki

Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
jai ho nand lal ki, jai yashoda lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki

koti bhramand k adhipati lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
gauwe charane aaye jai ho pashupal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki

punam ke chand jaise shoba hai baal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
Anand umag bhayo jai ho nandlal ki
gokul mai anand bhayo jai kanhiya lal ki
koti bhramand k adhipati lal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
gauwe charane aaye jai ho pashupal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki

bhakto ke anand kand jai yashoda lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
jai yashoda lal ki jai ho gopal ki
gokul mai anad bhayo jai kanhiya lal ki
koti bhramand k adhipati lal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
gauwe charane aaye jai ho pashupal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki

anand se bolo sab jai ho vraj lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
jai ho vraj lal ki pawan parti pal ki
gokul mai anand bhayo jai kanhiya lal ki
koti bhramand k adhipati lal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
gauwe charane aaye jai ho pashupal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki

Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
hathi godha palki, jai kanhiya lal ki
jai ho nand lal ki, jai yashoda lal ki
gokul main anand bhayo jai kanhiya lal ki
Anand umang bhayo jai ho nandlal ki
nand ke anand bhayo jai kanhiya lal ki
vraj main anand bhayo jai yashoda lal ki
Anand umang bhayo jai ho nandlal ki