kavita khushi se sarabor to kabhi dard ki door
kavita zindagi se rubaru to kabhi zindagi ki oor
kavita jab bhi likhe jab bhi padhe ahmiyat hai uski
kavita khamoshi ki baat kabhi khamoshi ka shor
kavita dost hai kavita dosti se badhkar ek rishta
kavita jo bhaawnaon ko jeeti hai nibhane ki taur
kavita jo kaghaz pe kabhi kabhi zehen pe utarti
kalam jise likhti rahti nahi karti siyaahi par gaur
kavita jo maayne apne khud hi hoti hai hamesha
kalam unmukt rahe bandhan ke nahi isme daur

Bohat Khoob 'Kavita' ka kya Taroof pesh kiya hai.
ReplyDeleteRegards
~Faiyaz~
www.sher-o-shayri.in
Thanks Faiyaz bro for liking the poem,shukriya
ReplyDeletetake care
God bless
nice ...
ReplyDeleteShukriya dear,thanks a lot
ReplyDeleteGod bless